Skip to main content

Ehkaam Balogh Ka Baary Ma (Allah) Khudawand Ne Kaya Farmaya In Urdu,Roman


Ehkaam Balogh Ka Baary Ma (Allah) Khudawand Ne Kaya Farmaya In Urdu,Roman

Ehkaam Balogh Ka Baary Ma (Allah) Khudawand Ne Kaya Farmaya In Urdu,Roman 


Ehkaam Balogh!


 واذا بلغ الاطفال منكم الحلم .


Khudawand Ne Farmaya :
( Jab Tum Mein Se Bachay Ilum(Burdbaari Ki Umar Tak Pohnchain)
( Surah Noor Aayat(۵۹)

Yani : Balogh Ke Zamane Tak Pahonch Jayen.
Balogh Ki Tareef :

Balogh : NoJawan Ka Uss Waqt Tak Pahonch Jata Jis Mein Uss Par Likha Jaye Aur
Uss Par Takleef Aed Ho Jaye .

Balogh Ki Teen Alamaton Ke Zareya Se Kisi Ka Baaligh Hona Maloom Ho Jata Hai. Baaz Ulama Ki Tabeer Ke Mutabiq :
Jo Un Ka Aisay Marhala Tak Pahonch Jana Jis Mein Woh Allah Taala Ke Is Khitaab Ka Ahal Ho Jaye Ya ( Ay Emaan Walo! )
Yani Woh Vajbat Ko Ada Kere Aur Muharmat Se Ijtinab Kere.
Ikhlaq Aur Islami Aadaab Ki Riayat Kere
Aur Yeh Bohat Bara Sharf Hai Aur Buland Maqam Hai
Jo Allah Taala Ki Taraf Se Baaligh Insaan Ke Liye Hai 


Book Name: Ehkaam-ul-Shabab
(Nojawanon Ke Masail)
Page 15


Comments

Popular posts from this blog

Paighambar-e-Islam Hazrat Mohammad Mustafa Saws Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari

Download Link Paighambar-e-Islam Hazrat Mohammad Mustafa Saws Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari پیغمبر اسلام حضرت محمد مصطفی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا مختصر تعارف مشہور لقب: مصطفیٰ کنیت: ابو القاسم امہات : حضرت آمنہ بنت وھب تاریخ ظہور: ١٧(17) ربیع الاول٫اعام الفیل جائے ظہور: شیب ابی طالب ٫مکہ معظ تاریخ شہادت: ٢٨(28)صفر‚١١٫ھجری مدت حیات: ٦٣(63)سال بادشاہ وقت بوقت ظہور: نوشیرواں عادل بادشاہ وقت بوقت شہادت: ہر قل بادشاہ قیوروم  سبب شہادت: زہر جائے دفن : مدینہ منورہ تحریر: علامہ سید عبداللہ علی نقوی البخاری

Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English

Download Link Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Jab Tak Ke Woh Apne Dosray Deeni Bhaiyon Ko Apne Jism Ki Terhan Nah Samjhay,  Jab Koi Jism Ki Kisi Ragg Ko Takleef Punchati Hai To Doosri Ragein Is Se Hamdardi Karti Hain .

Roz e Qayamat Ka Din Ka Hisab Kitab in Urdu,Roman,English Farman Imam Jaffar Sadiq a.s

Download Link Imam Jaffar Sadiq a.s Ne farmaya! Roz-e-Qayamat jab tamam logon ka hisaab o kitaab chal raha ho ga, Imam Hussain a.s ka Zair dosroe logon se chalees saal pehlay jannat mein daakhil ho ga . (کامل الزیارات ص 262) Imam Jafar Sadiq (AS) said! On the Day of Resurrection, when all the people will be counted, the pilgrim of Imam Hussain (AS) will enter Paradise forty years before the two hundred and one hundred people. (Kamal al-Ziyarat p. 262)