Skip to main content

Lafaz Kayas ka Baary Imam Jafar Sadiq a.s na farmaya in Urdu


Lafaz Kayas ka Baary Imam Jafar Sadiq a.s na farmaya in Urdu

Kayas

بِسۡمِ اللّٰہِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِیۡمِ۔ 
 وَ الشُّعَرَآءُ یَتَّبِعُہُمُ الۡغَاوٗنَ 224سورہ الشعرا

Aur Shayron ki Pairwi Gumraah log Kya Karte Hain
Imam Jaffer Sadiq a.s Ne Farmaya!
Is Aayat Se Morad Woh Log Hain
Jo Allah Ke Deen Ko Tabdeel Karte Hain
Aur Is Ke Amar Ki Nafarmani Karte Hain
Kya Tum Ne Aaj Tak Kisi ko Shayar ki Itebaa Karte Dekha Hai
Is Se Morad Woh Log Hain Jinhon Ne
Apne Qiyaas Se Deen Ko Samjha Pas Logon Ne Un Ki Pairwi Ki

📕(تاویل الآیات جلد1صفحہ191)،

Comments

Popular posts from this blog

Paighambar-e-Islam Hazrat Mohammad Mustafa Saws Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari

Download Link Paighambar-e-Islam Hazrat Mohammad Mustafa Saws Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari پیغمبر اسلام حضرت محمد مصطفی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا مختصر تعارف مشہور لقب: مصطفیٰ کنیت: ابو القاسم امہات : حضرت آمنہ بنت وھب تاریخ ظہور: ١٧(17) ربیع الاول٫اعام الفیل جائے ظہور: شیب ابی طالب ٫مکہ معظ تاریخ شہادت: ٢٨(28)صفر‚١١٫ھجری مدت حیات: ٦٣(63)سال بادشاہ وقت بوقت ظہور: نوشیرواں عادل بادشاہ وقت بوقت شہادت: ہر قل بادشاہ قیوروم  سبب شہادت: زہر جائے دفن : مدینہ منورہ تحریر: علامہ سید عبداللہ علی نقوی البخاری

Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English

Download Link Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Jab Tak Ke Woh Apne Dosray Deeni Bhaiyon Ko Apne Jism Ki Terhan Nah Samjhay,  Jab Koi Jism Ki Kisi Ragg Ko Takleef Punchati Hai To Doosri Ragein Is Se Hamdardi Karti Hain .

Roz e Qayamat Ka Din Ka Hisab Kitab in Urdu,Roman,English Farman Imam Jaffar Sadiq a.s

Download Link Imam Jaffar Sadiq a.s Ne farmaya! Roz-e-Qayamat jab tamam logon ka hisaab o kitaab chal raha ho ga, Imam Hussain a.s ka Zair dosroe logon se chalees saal pehlay jannat mein daakhil ho ga . (کامل الزیارات ص 262) Imam Jafar Sadiq (AS) said! On the Day of Resurrection, when all the people will be counted, the pilgrim of Imam Hussain (AS) will enter Paradise forty years before the two hundred and one hundred people. (Kamal al-Ziyarat p. 262)