Skip to main content

Shia Ka Liya Fitna o Dajal Sa B Zayada Hatarnak Kaya Ha Imam Ali Raza a.s Ka Farman


Shia Ka Liya Fitna o Dajal Sa B Zayada Hatarnak Kaya Ha Imam Ali Raza a.s Ka Farman

Shia Ka Liya Fitna o Dajal Sa B Zayada Hatarnak Kaya Ha Imam Ali Raza a.s Ka Farman

Mola Imam Raza A.S Farmatay Hain,

Hamari Mohabbat Ke Baaz Dawaydaar Aisay Bhi Hain
Jnka Fitnah Hamaray Shiaon Par Dajjal Ke Fitnah Se Bhi Ziada Khatarnaak Ho Ga .

Sayel Ne Poocha, Mola a.s Yeh Kis Liye? Mola a.s Ne Farmaya :

Kyunkay Yeh Log Hamaray Muhibo Se Dushmani Aur Hamaray?
Dushmanon Se Mohabbat Karte Hunge .
Phir Farmaya :
Jab Aisa Ho Ga Haq Ki Baatil Ke Sath Milawat Ho Jaye Gi
Amar Haq Mashkook Ho Jaye Ga Momin Aur Munafiq Ki Pehchan Nah Rahay Gi .


Comments

Popular posts from this blog

Paighambar-e-Islam Hazrat Mohammad Mustafa Saws Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari

Download Link Paighambar-e-Islam Hazrat Mohammad Mustafa Saws Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari پیغمبر اسلام حضرت محمد مصطفی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا مختصر تعارف مشہور لقب: مصطفیٰ کنیت: ابو القاسم امہات : حضرت آمنہ بنت وھب تاریخ ظہور: ١٧(17) ربیع الاول٫اعام الفیل جائے ظہور: شیب ابی طالب ٫مکہ معظ تاریخ شہادت: ٢٨(28)صفر‚١١٫ھجری مدت حیات: ٦٣(63)سال بادشاہ وقت بوقت ظہور: نوشیرواں عادل بادشاہ وقت بوقت شہادت: ہر قل بادشاہ قیوروم  سبب شہادت: زہر جائے دفن : مدینہ منورہ تحریر: علامہ سید عبداللہ علی نقوی البخاری

Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English

Download Link Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Jab Tak Ke Woh Apne Dosray Deeni Bhaiyon Ko Apne Jism Ki Terhan Nah Samjhay,  Jab Koi Jism Ki Kisi Ragg Ko Takleef Punchati Hai To Doosri Ragein Is Se Hamdardi Karti Hain .

Roz e Qayamat Ka Din Ka Hisab Kitab in Urdu,Roman,English Farman Imam Jaffar Sadiq a.s

Download Link Imam Jaffar Sadiq a.s Ne farmaya! Roz-e-Qayamat jab tamam logon ka hisaab o kitaab chal raha ho ga, Imam Hussain a.s ka Zair dosroe logon se chalees saal pehlay jannat mein daakhil ho ga . (کامل الزیارات ص 262) Imam Jafar Sadiq (AS) said! On the Day of Resurrection, when all the people will be counted, the pilgrim of Imam Hussain (AS) will enter Paradise forty years before the two hundred and one hundred people. (Kamal al-Ziyarat p. 262)