Skip to main content

8 Zilhajj Ko Hajj Ka Moqah Par Imam Hussain A.S Na Ahram Q Torah?


8 Zilhajj Ko Hajj Ka Moqah Par Imam Hussain A.S Na Ahram Q Torah?


8 Zilhajj Ko Hajj Ka Moqah Par Imam Hussain A.S Na Ahram Q Torah?

8 Zilhijjah Ko Ain Is Waqt Jab Ayyaam Hajj Ka Shabab Tha.
Aap Ahraam Hajj Toar Kar Makkah Se Azim Iraq Hue.


Muhammad Hanafiyya Ne Is Silsila Mein Kuch Arz Kya.


To Aap a.s Ne Farmaya.


Mohammad Tujhe Maloom Hai Bait-Ul-Allah Se Jitna Mujhe Pyar Ha Shahid Aur Kisi Ko Hoga Tujhe Maloom Hai
Is Ki Bait-Ul-Allah Ki Ziyarat Ko Mein Madinah Se Paidal Aaya Karta Tha.
Aur Mein Ne Pachees Hajj Paidal Kiye Hain Lekin Yeh Is Waqt Ki Baat Hai Jab Ke Makkah Anay Walay Haaji Ban Kar Atay Thay.
Is Saal Mein Jaanta Hon Ke Tamam Anay Walay Haaji Nahi Hain Balkay Un Mein Kuch Karaye Ke Qaatil Hain
Jihnon Ne Libaas Ahraam Ke Neechay Talwary Chhupa Rakhi Hain
Aur Woh Moqah Pa Kar Mujhe MAkkah Mein Qatal Kar Dena Chahtay Hain
Jabkay Mein Bait-Ul-Allah Ki Azmat Ko Pamaal Karna Nahi Chahta



Comments

Popular posts from this blog

Roz e Qayamat Ka Din Ka Hisab Kitab in Urdu,Roman,English Farman Imam Jaffar Sadiq a.s

Download Link Imam Jaffar Sadiq a.s Ne farmaya! Roz-e-Qayamat jab tamam logon ka hisaab o kitaab chal raha ho ga, Imam Hussain a.s ka Zair dosroe logon se chalees saal pehlay jannat mein daakhil ho ga . (کامل الزیارات ص 262) Imam Jafar Sadiq (AS) said! On the Day of Resurrection, when all the people will be counted, the pilgrim of Imam Hussain (AS) will enter Paradise forty years before the two hundred and one hundred people. (Kamal al-Ziyarat p. 262)

Hazrat Mola Ali Sher e Khuda a.s Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari (Sialkot)

Download Link Hazrat Mala Ali Slwat Allah Alaihi Ka Mukhtasir Taaruf Naam: Ali(Slwat Allah Alaihi) Mashhoor Laqab: Haider Karaar Kuniat: Abu-l-Husan,Abu Turab Walid: Abu Talib a.s Walida: Hazrat Fatima Bint Asad Tadaad Aulaad: 18Pisran,12Dkhtran Tareekh Zahuur: 13 Rajab 30 Hijri Aam Al-Fel Yom Jummay Jaye Zahur: Darmiyan Khanah Kaaba Tareekh Shahadat: 21 Ramadaan Al Mubarak 40 Hijri Muddat Hayaat: 63 Saal Badshah Waqt Boqt Zahuur: Shehryar Badshah Waqt Boqt Shahadat: Muawiya Sabab Shahadat: Zrbِ Abdul Al-Rehman Ibn-E Mljm Saazish Ameer Shaam (Muawiya) Bmqam Masjid Koofa Jaye Dafan: Najaf Ashraf (Iraq) Tehreer: Allama Syed Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari(Sialkot)

Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English

Download Link Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Jab Tak Ke Woh Apne Dosray Deeni Bhaiyon Ko Apne Jism Ki Terhan Nah Samjhay,  Jab Koi Jism Ki Kisi Ragg Ko Takleef Punchati Hai To Doosri Ragein Is Se Hamdardi Karti Hain .