Skip to main content

Imam Hussain A.S Na Q Iraq Ki Taraf Safar Kiya In Urdu,Roman?


Imam Hussain A.S Na Q Iraq Ki Taraf Safar Kiya In Urdu,Roman?

Imam Hussain A.S Na Q Iraq Ki Taraf Safar Kiya In Urdu,Roman?


Lahof Mein Abbu Mohammad Wa Akdi Aur Zararah Ibn Saleh Se Riwayat Ki Hai Ke Hum Dono
5 Paanch Zilhaj Ko Imam Hussain A.S Se Miley Hum Ne Sun Liya Tha.
Ke Aap Azim Iraq Ho Chuke Hain Hum Ne Arz Kya .
Qibla Aap Ahal Koofa Ki Har Kamzoree Se Waaqif Hain.
Un Ke Dil Aap Ke Sath Aur Talwary Aap Ke Khilaaf Hon Gi .

Aap Ne Angusht Shahadat Se Sowa Aasman Ishara Kya Aur Farmaya .

Agar Mein Chahoon To Aasman Ke Mulaika Se Bhi Un Ke Khilaaf Madad Hasil Kar Sakta Hon
Lekin Is Se Imthehaan Ummat Ka Silsila Khatam Ho Jaye Ga .
Jahan Tak Mere Ilm Ka Talluq Hai To Mein Bohat Kuch Jaanta Hon
Mein Iraq Mein Apni Maqtal Ke Maqam Se Waaqif Hon Aur Yeh Bhi Jata Hon
Ke Mere Sath Reh Jane Walay Mardon Mein Se Sirf Meri Imamat Ka Amin Mera Sajjad A.S Hi Zindah Wapas Aa Sakay Ga

Comments

Popular posts from this blog

Roz e Qayamat Ka Din Ka Hisab Kitab in Urdu,Roman,English Farman Imam Jaffar Sadiq a.s

Download Link Imam Jaffar Sadiq a.s Ne farmaya! Roz-e-Qayamat jab tamam logon ka hisaab o kitaab chal raha ho ga, Imam Hussain a.s ka Zair dosroe logon se chalees saal pehlay jannat mein daakhil ho ga . (کامل الزیارات ص 262) Imam Jafar Sadiq (AS) said! On the Day of Resurrection, when all the people will be counted, the pilgrim of Imam Hussain (AS) will enter Paradise forty years before the two hundred and one hundred people. (Kamal al-Ziyarat p. 262)

Hazrat Mola Ali Sher e Khuda a.s Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari (Sialkot)

Download Link Hazrat Mala Ali Slwat Allah Alaihi Ka Mukhtasir Taaruf Naam: Ali(Slwat Allah Alaihi) Mashhoor Laqab: Haider Karaar Kuniat: Abu-l-Husan,Abu Turab Walid: Abu Talib a.s Walida: Hazrat Fatima Bint Asad Tadaad Aulaad: 18Pisran,12Dkhtran Tareekh Zahuur: 13 Rajab 30 Hijri Aam Al-Fel Yom Jummay Jaye Zahur: Darmiyan Khanah Kaaba Tareekh Shahadat: 21 Ramadaan Al Mubarak 40 Hijri Muddat Hayaat: 63 Saal Badshah Waqt Boqt Zahuur: Shehryar Badshah Waqt Boqt Shahadat: Muawiya Sabab Shahadat: Zrbِ Abdul Al-Rehman Ibn-E Mljm Saazish Ameer Shaam (Muawiya) Bmqam Masjid Koofa Jaye Dafan: Najaf Ashraf (Iraq) Tehreer: Allama Syed Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari(Sialkot)

Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English

Download Link Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Jab Tak Ke Woh Apne Dosray Deeni Bhaiyon Ko Apne Jism Ki Terhan Nah Samjhay,  Jab Koi Jism Ki Kisi Ragg Ko Takleef Punchati Hai To Doosri Ragein Is Se Hamdardi Karti Hain .