Skip to main content

Safeer-e-Hussain Janab-e-Muslim ki kufa Ma Jung In Urdu And Roman.


Safeer-e-Hussain Janab-e-Muslim ki kufa Ma Jung In Urdu And Roman.

Safeer-e-Hussain Janab-e-Muslim ki kufa Ma Jung In Urdu And Roman

Darwaza Par Diq Albab Huwa .
Aap Darwaaza Par Tashreef Laaye To Dekha Teen So Musallah Sawaar Amaada Jung Thay
Aap Ne Hasb Zail Rajaz Parha.
Ae Nafs Dekh Le Bas Yahi Mout Hai Ab Jo Karna Hai Karle Tujhe Mout Ka Jaam Yaqeenan Pinahi Hai
Allah Jal Jalalah Ke Amar Par Sabr Kar Allah Ki Qaza Ka Faisla Is Ki Tamam Makhlooq Ke Liye Masawi Hai
Aur Masroof Jung Ho Gaye. Aap Ne Aik So Asi Admion Ko Wasil Jahannum Kya.
Ibn Ashas Ne Ibn Ziyaad Ko Pegham Bheja Ke Mujhe Aur Kumak Bhaij.
Ibn Ziyaad Ne Kehla Bheja Aik Hashmi Hai Aur Tairay Sath Teen So Musallah Afraad Thay.
1 Shakhs Ne Aik So Asi Ko Kaat Dala.
Ibn Ashas Ne Jawab Mein Kehla Bheja.
Agar Tairay Zehen Mein Koi Is Qisam Ka Khayaal Hai To Dil Se Nikaal Day
Yeh Koofa Ka Sabzi Farosh Nahi Hai.

Yeh Sher Pesha Shujaat Aur Qatay Talwar Hai.
Jo Mohammad Arabi Ki All Se Hai .

Ibn Ziyaad Ne Jawab Mein Aur Lashkar Bheja Aur Sath Hi Pegham Bheja Ke.
Mein Samajh Chuka Hon.
To Jung Se Is Par Qaboo Nahi Pa Sakay Ga.Is Se Fraib Kar Amaan Day .

Comments

Popular posts from this blog

Roz e Qayamat Ka Din Ka Hisab Kitab in Urdu,Roman,English Farman Imam Jaffar Sadiq a.s

Download Link Imam Jaffar Sadiq a.s Ne farmaya! Roz-e-Qayamat jab tamam logon ka hisaab o kitaab chal raha ho ga, Imam Hussain a.s ka Zair dosroe logon se chalees saal pehlay jannat mein daakhil ho ga . (کامل الزیارات ص 262) Imam Jafar Sadiq (AS) said! On the Day of Resurrection, when all the people will be counted, the pilgrim of Imam Hussain (AS) will enter Paradise forty years before the two hundred and one hundred people. (Kamal al-Ziyarat p. 262)

Hazrat Mola Ali Sher e Khuda a.s Ka Mukhtasir Taruf In Urdu,Roman Tehreer By Allama Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari (Sialkot)

Download Link Hazrat Mala Ali Slwat Allah Alaihi Ka Mukhtasir Taaruf Naam: Ali(Slwat Allah Alaihi) Mashhoor Laqab: Haider Karaar Kuniat: Abu-l-Husan,Abu Turab Walid: Abu Talib a.s Walida: Hazrat Fatima Bint Asad Tadaad Aulaad: 18Pisran,12Dkhtran Tareekh Zahuur: 13 Rajab 30 Hijri Aam Al-Fel Yom Jummay Jaye Zahur: Darmiyan Khanah Kaaba Tareekh Shahadat: 21 Ramadaan Al Mubarak 40 Hijri Muddat Hayaat: 63 Saal Badshah Waqt Boqt Zahuur: Shehryar Badshah Waqt Boqt Shahadat: Muawiya Sabab Shahadat: Zrbِ Abdul Al-Rehman Ibn-E Mljm Saazish Ameer Shaam (Muawiya) Bmqam Masjid Koofa Jaye Dafan: Najaf Ashraf (Iraq) Tehreer: Allama Syed Abdullah Ali Naqvi Al-Bukhari(Sialkot)

Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English

Download Link Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Imam Jaffar Sadiq A.S Na Farmaya In Urud,Roman,English Momin Is Waqt Tak Momin Nahi Jab Tak Ke Woh Apne Dosray Deeni Bhaiyon Ko Apne Jism Ki Terhan Nah Samjhay,  Jab Koi Jism Ki Kisi Ragg Ko Takleef Punchati Hai To Doosri Ragein Is Se Hamdardi Karti Hain .